RESPECT PAKISTAN
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Long Live Pakistan


You are not connected. Please login or register

Whats Happenin in Pakistan ??

4 posters

Go to page : 1, 2  Next

Go down  Message [Page 1 of 2]

1Whats Happenin in Pakistan ?? Empty Whats Happenin in Pakistan ?? Thu Aug 05, 2010 6:30 pm

SUFI ROCKER

SUFI ROCKER
Admin
Admin

Aisa lagta hai Pakistan ko kisi ki nazar lag gayie hian ... peshwar mein flood ki waja se 800 se ziyada loog Mar chukay hain .. or hazaroon apne beghar hian .. hamari maaan or bahanain Kin halaat mein dar dar phir rahi hain ..

in Halat se abhi nikale nahi the k Peshawar mein .. hi IG ghayur ko kisi ne blasts karke ura dia ... or sonay pe sohaga k itne buraya halat mein hamari President Zardari sahab england bhete hain luxury hotel mein aram farma rahay hian .. david cameron se mulaqat ka bahan banake .. koi in se poche k Usne woh Pakistan k khilaaf statement 1 week pehlay di or aab yeh un se sirf baat karne aaye hain ... kuch smjh nahi aaraha k Pakistan ka hoga kia !!!



Allah Pak hifazat kare hamari is pak sarzameen ki Ameeen !!!

https://respectpakistan.darkbb.com

2Whats Happenin in Pakistan ?? Empty Re: Whats Happenin in Pakistan ?? Thu Aug 05, 2010 6:42 pm

Silver Rain

Silver Rain
Admin
Admin

YEH HAI PAKISTAN!

Karachi sey ley kar Kashmir tak har jagah kay halat kharab ho rahay hai...aur hamary elected leaders shayad ankhain band kiye huay apnay zameer ko sula chukay hain....
Shayad unhey lagta hai kay woh bht hi baray log hai , un aram hi milay ga...maut nahi aaye gi kyun? kyun kay woh baray mahlon mein rehtey hain...uski dewarain shayad maut kay firshtay ko bahir hi rakhay gi aur un ko apnay rab kay samney hisab sey rukay rakhay gi!

Kher there is no use of criticizing...
We should be united and civilized.....
Leaders sey shikayaat karnay sey koi faida nahi..unho ney konsi suni hai...bus apni madad aap....aur duain!

3Whats Happenin in Pakistan ?? Empty Re: Whats Happenin in Pakistan ?? Thu Aug 05, 2010 11:24 pm

copy.cat

copy.cat
Moderators
Moderators

karachi kay halat waqii bhout kharab hain n i totally agree wid silver rain! pakistan kay hukumran kisi kam kay nahii hainn ,,,,,,, MQM ny apny bndy ko khud mara hay or us ki saza pura khi bhokat raha hayy n is bat ka koi action MQM kay khuf ki wajah say nahi leta! Sad allah hii pak koo bachyy ab tou!

4Whats Happenin in Pakistan ?? Empty Re: Whats Happenin in Pakistan ?? Fri Aug 06, 2010 5:41 pm

Silver Rain

Silver Rain
Admin
Admin

MQM ka aik banda mara...aur us ki wajah sey pura karachi Aag mein jal raha hai...!!
Totally agree with you @ copy cat...yakeenan unho ney khud hi mara hoga...MQM hai hi gunda jamaat...:S

Uff seriously We need a Marshall LAW and no politics for a decade!

5Whats Happenin in Pakistan ?? Empty Re: Whats Happenin in Pakistan ?? Fri Aug 06, 2010 9:32 pm

copy.cat

copy.cat
Moderators
Moderators

behna LAW bhi humary mulq kay huqumraonn may agye bikk chukky hain..... awaam ka ada pessa hukumrahon ki jeeboon may jata hay abhi khud dekh louu seelab aya hay or huma mulq ka sader uk say chanda jama karaha hay :/. i hate him..... i think pakistan ki awam rocks itna ik dosryy ka kartyy hain i gess ab joo karna hay hum sub mango ppl nay karna hay Smile
@ silver rain in pak lost of my czn's frind lost ther lifez! n yupii i know MQM is................. @@@@

6Whats Happenin in Pakistan ?? Empty Re: Whats Happenin in Pakistan ?? Sat Aug 07, 2010 10:17 am

sweet poison

sweet poison
V.I.P
V.I.P

sehii...
ye humaray sadar e muhtaram...
ghomnay phirnay ayaashiyoun main lagay huay hain...
jb bahir jatay hain meri to gardan literally jhuk jaati hai...
bheek mangnay hi jatay hain...
or jo itna donation aata hai..
wo kahan jata hai??
baray logoun k accounts main...
sb se gareeb ye humaray leaders hi hain...

ek min...
bs ek min...
no criticizing...
koi tanqeed nahin hukmaranoun pe...

zra khud sochayn....

jb ALLAH TA'ALA ne farmaa diya hai k

" jesi awaam hoti hai, us per wesa hi hukmraan musallat ker diya jata hai"
"or buray hukmraan awaam k buray amaal ki sazaa hai"


hum tanqeed kerna to janaty hain lekin apnay gareeban main kon jhankay??

ye sab humaray gunahoun ka hi nateeja hai....

ye humen humaray gunahoun ki hi sazaa di ja rahi hai...

shyd ab paani sar se boht ouncha ho chuka hai...
tanqeed kerne ka waqt nahin hai ye....

ye waqt apnay bahmi ikhtilafaat bhol ker...
apni infraadi pehchaan mitaa ker..
mutaahid honay ka hai...

punjabi,pathan,balochi,sindhi nahin...
sirf Pakistani ban jayen....

apnay mulk ko bachana is k haalaat sanwarna humara hi farz hai...

ab ye sab hum per depend kerta hai k hum apni ye zimmedaari kese nibhatay hain...

v r d youth of PAKISTAN... d pillars of PAk....

tauba o astagfaar kerayn..
apnay rothay huay RAB ko mana layn jitna jald ho skay...
WO ZAAT TO HUMEN 70 MAOUN SE B ZIYADA CHAHTI HAI..
TO humari duayn kese radd KER SKTE hain..

ALLAH TA'ALA HUM SAB KO APNI HIFZ O IMAAN MAIN RAKHAY
HUMARAY PAKISTAN KI, HUMARI IZAAT , JAN O MAAL KI HIFAZAT FARMAYN
OR HUMAIN APNA FARZ SEHI TAREQAY SE PORA KERNAY KI TUFEEQ DEYN...
ameen...

7Whats Happenin in Pakistan ?? Empty Re: Whats Happenin in Pakistan ?? Sat Aug 07, 2010 10:19 am

sweet poison

sweet poison
V.I.P
V.I.P

itnii lambii post k liye ma'zrat...
hope k ap ko parhnay main no takleef... Whats Happenin in Pakistan ?? Icon_tongue

8Whats Happenin in Pakistan ?? Empty Re: Whats Happenin in Pakistan ?? Sat Aug 07, 2010 3:22 pm

copy.cat

copy.cat
Moderators
Moderators

Whats Happenin in Pakistan ?? Icon_redface thora likhou acha likhou itna kon paryy ba Very Happy:D:D

9Whats Happenin in Pakistan ?? Empty Re: Whats Happenin in Pakistan ?? Sat Aug 07, 2010 8:01 pm

sweet poison

sweet poison
V.I.P
V.I.P

jis ne prhna ho wo parh leta hai...
shyd acha hi likha hua hai...

Whats Happenin in Pakistan ?? Icon_tongue Whats Happenin in Pakistan ?? Icon_tongue

10Whats Happenin in Pakistan ?? Empty Re: Whats Happenin in Pakistan ?? Sun Aug 08, 2010 10:10 am

SUFI ROCKER

SUFI ROCKER
Admin
Admin

sweet poison wrote:sehii...
ye humaray sadar e muhtaram...
ghomnay phirnay ayaashiyoun main lagay huay hain...
jb bahir jatay hain meri to gardan literally jhuk jaati hai...
bheek mangnay hi jatay hain...
or jo itna donation aata hai..
wo kahan jata hai??
baray logoun k accounts main...
sb se gareeb ye humaray leaders hi hain...

ek min...
bs ek min...
no criticizing...
koi tanqeed nahin hukmaranoun pe...

zra khud sochayn....

jb ALLAH TA'ALA ne farmaa diya hai k

" jesi awaam hoti hai, us per wesa hi hukmraan musallat ker diya jata hai"
"or buray hukmraan awaam k buray amaal ki sazaa hai"


hum tanqeed kerna to janaty hain lekin apnay gareeban main kon jhankay??

ye sab humaray gunahoun ka hi nateeja hai....

ye humen humaray gunahoun ki hi sazaa di ja rahi hai...

shyd ab paani sar se boht ouncha ho chuka hai...
tanqeed kerne ka waqt nahin hai ye....

ye waqt apnay bahmi ikhtilafaat bhol ker...
apni infraadi pehchaan mitaa ker..
mutaahid honay ka hai...

punjabi,pathan,balochi,sindhi nahin...
sirf Pakistani ban jayen....

apnay mulk ko bachana is k haalaat sanwarna humara hi farz hai...

ab ye sab hum per depend kerta hai k hum apni ye zimmedaari kese nibhatay hain...

v r d youth of PAKISTAN... d pillars of PAk....

tauba o astagfaar kerayn..
apnay rothay huay RAB ko mana layn jitna jald ho skay...
WO ZAAT TO HUMEN 70 MAOUN SE B ZIYADA CHAHTI HAI..
TO humari duayn kese radd KER SKTE hain..

ALLAH TA'ALA HUM SAB KO APNI HIFZ O IMAAN MAIN RAKHAY
HUMARAY PAKISTAN KI, HUMARI IZAAT , JAN O MAAL KI HIFAZAT FARMAYN
OR HUMAIN APNA FARZ SEHI TAREQAY SE PORA KERNAY KI TUFEEQ DEYN...
ameen...


Ab mujay pata chala k pakistan ko tumhare gunahoon ki saza mil rahi hia Faty Baji haha


Sahi baaat hai hum khud thik nahi hona jahtay ..Pakistan ko leaders ki nahi ham loogo ki zaroorat hai .... hamare dushman humien hamare bandoo se hi nuqsan pohancha raha hai

https://respectpakistan.darkbb.com

11Whats Happenin in Pakistan ?? Empty Re: Whats Happenin in Pakistan ?? Sun Aug 08, 2010 10:58 am

copy.cat

copy.cat
Moderators
Moderators

i agreee wid u Razz ALLAH KI KASAM MAY NAY SIRAF TUMHRY LAST LINES PERHII HAIN Razz n i agree! lolz Very Happy HEHHEHE

12Whats Happenin in Pakistan ?? Empty Re: Whats Happenin in Pakistan ?? Sun Aug 08, 2010 11:03 am

SUFI ROCKER

SUFI ROCKER
Admin
Admin

hehe mein ne likhi hi teen lines hain baki quote kia hai

https://respectpakistan.darkbb.com

13Whats Happenin in Pakistan ?? Empty Re: Whats Happenin in Pakistan ?? Sun Aug 08, 2010 11:06 am

copy.cat

copy.cat
Moderators
Moderators

lol Razz chalou may ny akelmandii bariiiii Razz hhahahhaa

14Whats Happenin in Pakistan ?? Empty Re: Whats Happenin in Pakistan ?? Sun Aug 08, 2010 11:07 am

copy.cat

copy.cat
Moderators
Moderators

marrriii * :$

15Whats Happenin in Pakistan ?? Empty Re: Whats Happenin in Pakistan ?? Sun Aug 08, 2010 2:38 pm

sweet poison

sweet poison
V.I.P
V.I.P

yup sehi kaha zaigy bhai...
shyd ye sirf mere hi gunahoun ki sazaa ho...

Whats Happenin in Pakistan ?? Icon_sad

16Whats Happenin in Pakistan ?? Empty Re: Whats Happenin in Pakistan ?? Sun Aug 08, 2010 2:39 pm

sweet poison

sweet poison
V.I.P
V.I.P

bari aqalmand hai mano billi...

17Whats Happenin in Pakistan ?? Empty Re: Whats Happenin in Pakistan ?? Tue Aug 10, 2010 6:20 pm

Silver Rain

Silver Rain
Admin
Admin

gunhaon ki majmua saza hai!

18Whats Happenin in Pakistan ?? Empty Re: Whats Happenin in Pakistan ?? Tue Aug 10, 2010 6:51 pm

sweet poison

sweet poison
V.I.P
V.I.P

SEHI KAHA...
ye humaray aa'mal hi hain jo ab hum k samnay aa rahay hain..

19Whats Happenin in Pakistan ?? Empty Re: Whats Happenin in Pakistan ?? Tue Aug 10, 2010 11:03 pm

SUFI ROCKER

SUFI ROCKER
Admin
Admin

hamaray nahi tumhare Razz

https://respectpakistan.darkbb.com

20Whats Happenin in Pakistan ?? Empty Re: Whats Happenin in Pakistan ?? Tue Aug 10, 2010 11:11 pm

copy.cat

copy.cat
Moderators
Moderators

lollllllllllz hahahahahahahaha chu chuc hcu zaighum kabhi to srs hoo jaya karou!

21Whats Happenin in Pakistan ?? Empty Re: Whats Happenin in Pakistan ?? Tue Aug 10, 2010 11:18 pm

SUFI ROCKER

SUFI ROCKER
Admin
Admin

mein serious hi hoon Azka aunty ,, yeh hum Faty aunty k Gunahoon ki saza bugat rahe hain or aab tu usne maan bhi lia ia Very Happy

https://respectpakistan.darkbb.com

22Whats Happenin in Pakistan ?? Empty Re: Whats Happenin in Pakistan ?? Wed Aug 11, 2010 8:31 am

sweet poison

sweet poison
V.I.P
V.I.P

@azka aapi sehi keh rahay hain rocker bhai..

@ rocker... ap kehna kia chahtay hain k me pak se chali jaoun ya dunya se khiskoun?? :S

23Whats Happenin in Pakistan ?? Empty Re: Whats Happenin in Pakistan ?? Thu Aug 19, 2010 2:49 am

Silver Rain

Silver Rain
Admin
Admin

hmnmmmm...yeh mein kia sun rahi hun??? @ fatima tum ney konsa gunah kar dia???

24Whats Happenin in Pakistan ?? Empty Re: Whats Happenin in Pakistan ?? Thu Aug 19, 2010 10:05 am

sweet poison

sweet poison
V.I.P
V.I.P

yaar
yehi gunah kiya hai ek pak anay ka...
2sra sach bolnay ka...
jo sach bolay wo mujrim hai pak main...

25Whats Happenin in Pakistan ?? Empty Re: Whats Happenin in Pakistan ?? Thu Aug 19, 2010 11:02 am

SUFI ROCKER

SUFI ROCKER
Admin
Admin

Aisay ronay wali videos dhekoa gii logon ko woh roayien ge tu sailaaab nahi aayega heheheh

https://respectpakistan.darkbb.com

Sponsored content



Back to top  Message [Page 1 of 2]

Go to page : 1, 2  Next

Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum